Saamne aa gaye woh aaj
Lutt gayi yeh aankhen
Bina lafzon ke unse yaar
Chal padi hain baatein
Saamne aa gaye woh aaj
Lutt gayi yeh aankhen
Bina lafzon ke unse yaar
Chal padi hain baatein
Pehla lamha mohabbat ka
Zindagi mein jo aaya hai
Haal dekho mera bechain hoon
Duaa karo
Yaaron sab duaa karo
Mil ke fariyaad karo
Dil jo chala gaya hai
Usse aabaad karo
Yaaron tum mera saath do zara
Ek baar mujhpe tu kar de karam
Meri gali leke aaja apne kadam
Dooriyon mein saansein meri chalti hain kam
Jiski talaash mein the hum hardum
Mil gaya, mil gaya woh mera sanam
Tu itni khoobsurat hai
Humein teri zaroorat hai
Tumhein chahe ho na humse
Humein tumse mohabbat hai
Tu itni khoobsurat hai
Humein teri zaroorat hai
Tumhein chahe ho na humse
Humein tumse mohabbat hai
Tumne nazrein milaayi toh
Chal padi hain saansein
Zulfein lehraayi toh hui
Ishq ki barsaatein
Pehla baadal woh chaahat ka
Mere dil pe jo chhaaya hai
Ke aise door na rahe
Yeh unse kaha karo
Yaaron sab duaa karo
Mil ke fariyaad karo
Dil jo chala gaya hai
Usse aabaad karo
Yaaron tum mera saath do zara
Tere nazdeek rahun
Mera dil karta hai
Khud se bhi zyada
Ab jaan liya tujhko
Tere jaisa koi nahi
Ab maan liya tujhko
Pehla lamha mohabbat ka
Zindagi mein jo aaya hai
Haal dekho mera bechain hoon
Duaa karo
Yaaron sab duaa karo
Mil ke fariyaad karo
Dil jo chala gaya hai
Usse aabaad karo
Yaaron tum mera saath do zaraa
(Lyrics of Yaaron Sab Dua Karo)
Read the full lyrics of Yaaron Sab Dua Karo in stylish Hinglish. A soulful romantic song expressing love, longing, and heartfelt emotions with a beautiful melody.