Yeh jo jagah jagah dard ki
Kahaaniyan sunaata hai
Yeh jo jagah jagah dard ki
Kahaaniyan sunaata hai
Farebi hai, sab jhooth bataata hai
Toda jaayega, tu bhi toda jaayega
Meri tarah tu bhi chhoda jaayega
Toda jaayega, tu bhi toda jaayega
Meri tarah tu bhi chhoda jaayega
Kitno ke dil barbaad karega, aag lagaayega
Tu sach mein kitna behayaa hai
Sach yeh saamne aayega
Tune bada sataaya hai mujhe
Ja tu bhi sataaya jaayega
Haaye bada rulaaya hai mujhe
Ja tu bhi rulaaya jaayega
Tune bada sataaya hai mujhe
Ja tu bhi sataaya jaayega
Kitno ko seene se lagaaya
Meri tarah saath sulaaya
Kitno ko seene se lagaaya
Meri tarah saath sulaaya
Aankhon mein teri paani nahi hai
Sabko tune kitna rulaaya
Isse sharam na aayegi zara bhi
Baaz na aayega
Tu sach mein kitna behayaa hai
Sach yeh saamne aayega
Haaye bada sataaya hai mujhe
Ja tu bhi sataaya jaayega
Jaana bada rulaaya hai mujhe
Ja tu bhi rulaaya jaayega
Tune bada sataaya hai mujhe
Ja tu bhi sataaya jaayega
Kitno ko hai maara jeete jee haan tune
Khwaab dikhaaye pehle
Phir khwaab unhi se chheene
Tujhko to pata hai, hota haan Khuda hai
Munh kaise dikhlaayega, haaye bada
Haaye bada sataaya hai mujhe
Ja tu bhi sataaya jaayega
Tune bada rulaaya hai mujhe
Ja tu bhi rulaaya jaayega
Tune bada sataaya hai mujhe
Ja tu bhi sataaya jaayega
Jab tak jee rahi hoon
Yeh duaa karti hoon
Jab tak jee rahi hoon
Yeh duaa karti hoon
Tu har roz mare
Main jis tarah marti hoon
(Lyrics of Tu Bhi Sataya Jayega)
Read the full lyrics of Tu Bhi Sataya Jayega in stylish Hinglish. A powerful sad song expressing heartbreak, betrayal, and emotional pain with intense feelings.