I love you
Dil mera har baar
Yeh sun’ne ko beqaraar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Haan tumse pyaar hai
Ke tumse pyaar hai
Inn pyaari baaton mein
Anjaana iqraar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Pyaar jahaan mein hota nahi
Toh phir bolo kya hota
Pyaar jahaan mein hota nahi
Toh phir bolo kya hota
Duniya mein dil koi
Kabhi na dhadakta hota
Dhadka hai dil ae yaar mil
Yeh pyaar ka izhaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Do premi, do paagal
Kya karte hain bolo
Do premi, do paagal
Kya karte hain bolo
Mujhse kya poochhte ho
Apne dil ko tatolo
Ma’loom hai humko tumhe
Kis baat ka intezaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Milte nahi hum tum
Toh phir bolo kya hota
Milte nahi hum tum
Toh phir bolo kya hota
Sach bolun phir apna
Khwaab na poora hota
Kehta hai mann apna
Milan duniya mein yaadgaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Dil mera har baar
Yeh sunane ko beqaraar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Inn pyaari baaton mein
Anjaana iqraar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Haan tumse pyaar hai
Ke tumse pyaar hai
(Lyrics of Kaho Naa Pyaar Hai)
Read the full lyrics of Kaho Naa Pyaar Hai in stylish Hinglish. A timeless romantic song expressing love, emotions, and heartfelt confession in a beautiful musical form.