Baahon mein kisi ko
Bhar ke dekh zara
Ishq kya cheez hai
Kar ke dekh zara
Aawaargi meri, aawaargi meri
Aawaargi ka paighaam hai
Tere bina meri, tere bina meri
Yeh aashiqui adhuri si kahaani hai
Jeete jee kisi pe mar ke dekh zara
Ishq kya cheez hai kar ke dekh zara
Baahon mein kisi ko bhar ke dekh zara
Ishq kya cheez hai kar ke dekh zara
Sajda karun humdum
Sajda karun humdum
Tu saath ho toh kya hai gham
Sajda karun humdum
Dil ka khona riwaaz jawaani ka
Aana hi hai yeh mod kahaani ka
Chahe jitna bhi rok le koi
Milna likha hai aag aur paani ka
Deewangi meri, deewangi meri
Deewangi pe hi ilzaam hai
Teri adaaon ka, teri adaaon ka
Har ek jadoo ka kaam hai
Meri bhi thodi parwah kar ke dekh zara
Ishq kya cheez hai kar ke dekh zara
Baahon mein kisi ko bhar ke dekh zara
Ishq kya cheez hai kar ke dekh zara
Sajda karun humdum
Sajda karun humdum
Tu saath ho toh kya hai gham
Sajda karun humdum