Teri khata hai mere jiyaa
Teri khata hai mere jiya
Unnpe bharosa kyun tune kiyaa
Sab jhoothe jhoothe waade thhe unkee
Chal peechhe peechhe aaya tu jinkee
Woh piya aaye naa
Woh Piya aaye na
Piya aaye na woh piya aaye naa
Ab sabhi unn khwaabon ki tu dagar chhod dee
Ab sabhi unn khwaabon ko tu khud hi tod dee
Woh piya aaye na
Woh Piya aaye na
Piya aaye na woh.. piya aaye naa
Teri khata hai mere jiyaa
Teri khata hai mere jiya
Har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
Gham likhe ho kismat mein to ban hi jaati wajahh
Ab sabhi gham ashqon mein simat se gaye
Ab sabhi aansu palkon se lipat se gaye
Woh piya aaye naa
Woh.. Piya aaye naa
Piya aaye na woh… piya aaye naa
Sach laga tha jo bewajahh
Humko woh bharam ho gaya haii
Bhor aane thhe jis fasaane meinn
Woh khatam ho gaya
Bhoole hum bhoole wohh
Kaise sabse kahein baat yehh
Ab chalo hum dheere dheere bihal se gayee
Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
Woh piya aaye naa
Woh.. piya aaye na (woh piya aaye na)
Piya aaye naa…..
Teri khata hai mere jiyaa
Teri khata hai mere jiya
Unnpe bharosa kyun tune kiyaa