Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics – Jubin Nautiyal

Ye humne soch rakha tha
Mohabbat na karenge humm
Kisi ko dil nahi denge
Kisi pe na marenge hum


Ye humne soch rakha tha
Mohabbat na karenge humm
Kisi ko dil nahi denge
Kisi pe na marenge hum


Tumhari mast ankhon nee
Ye kaisa haal kar daala
Ke ye dil cheez kya hai
Manglo to jaan denge hum


Palat ke ishq ki galiyon se
Jana hai bada mushqill


Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dill
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baithaa
Ab bol humara kya hoga
Bol humara humara


Bol humara humara
Bol humara o yaara
Bol humara kya hoga


Khamoshiyan sunte kab tak rahenge hum
Mauka hai hothon se ajj kuch to kahoo
Badi mukhtsar si hai ye zindagi yaara
Zara paas aa jao sochte na raho


Tum apna lo ya thukra doo
Tumhe hak faisle ka hai
Humein kya puchte ho tum
Humare haath mein kya hai


Ke hum to kar chuke janaa
Tumhe har sans mein shaamil


Dil galti kar baitha haii
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha haii
Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baitha
Ab bol humara kya hogaa
Bol humara hamara


Bol humara humaraa
Bol humara o yaara
Bol humara kya hoga


Dil galti kar baitha haii
Galti kar baitha hai dil


Aaha aaha ke pehle pehle ho gayi
Humse deedar ki galtii
Dobara kar gaye hum
Be-irada pyaar ki galti


Humein zid thi tumhare ishq mein
Hum katl ho jayein aaha
To tum pe mar mitta ye dill
Aakhiri bar ki galti aaha


Kahan aashiq koi hum sa
Kahan tum sa koi kaatill
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baitha haii
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha


Ab bol humara kya hoga
Bol humara aahaa


Humara bol humara aahaa
Humara bol humara aaha
O yaara bol humara kya hoga


Dil galti kar baitha haii
Galti karr baitha hai dil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil


Dil galti kar baitha hayee

Thanks for visiting our website Lyrics Torch! If you get any mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll try to correct the lyrics ASAP.

Song Music Video

Song Credentials

You May Like:

Explore More Songs: