Mehendi Wale Haath Lyrics – Guru Randhawa

Mehendi wale haath woh teree
Paayal wale paanv
Mehandi wale haath woh tere
Paayal wale paanv
Yaad bahut aate hain mujhko
Tu aur apna gaanvv

Kacchi pagdandi ke rastee
Aur neem ki chhanv
Kacchi pagdandi ke raste
Aur neem kii chhanv
Yaad bahut aate hain mujhko
Tu aur apna gaanv
Mehendi wale haath

Gaanv ka woh talaab
Jahan har roz mila karta tha
Baatein karte karte
Teri choodi bhi ginta tha

Teri bholii baatein sunkar
Aksar main hansta thaa
Yaad unhein ab bhi karta hun
Shehar meinn subah shaam
Yaad unhein abb bhi karta hun
Shehar meinn subah shaam

Yaad bahut aate hain mujhkoo
Tu aur apna gaanvv
Mehendi wale haath
Ho mehandi walee haath

Hoo..
Hoo..

Kya tune abb bhi rakhe hain
Prem ke wohh sandesh
Patthar baandh kee chhat par
Teri deta tha joo phenk
Yaad mujhee karta hai
Kya tu ab bhi unko dekhh

Kya tere honthon ko pata haii
Ab bhii mera naam
Kya tere honthon kao pata hai
Ab bhi meraa naam
Yaad bahut aate hainn mujhko
Tu aur apna gaanvv

Mehendi wale haath wohh tere
Paayal wale paanvv
Mehandi wale hathh woh tere
Paayal wale paanvv
Yaad bahut aate hainn mujhko
Tu aur apna gaanvv

Thanks for visiting our website Lyrics Torch! If you get any mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll try to correct the lyrics ASAP.

Song Music Video

Song Credentials

You May Like:

Explore More Songs: