Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahen
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi rab, aap imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Qismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise ki duaa ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahin woh haasil ho gaya
Chaahoon aur kya ke Khuda de ab mujhe
Rab se mila ek ayaan ban gaye
Khwaabon ka mere muqaam ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahen
Aap humaari jaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Aap hi rab, aap imaan ban gaye
Aap humaari jaan ban gaye
Deen hai ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Arz rubaani, meri farz gawaahi
Mera ishq hua mujhko
Deen hai ilaahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karoon unko
Arz rubaani, meri farz gawaahi
Mera ishq hua mujhko