PEHLE BHI MAIN Lyrics – VISHAL MISHRA

Pehle bhii main tumse milaa hoon
Pehlii dafaa hii milke lagaa
Tune chhuaa zakhmon ko mere
Marham marham dill pe lagaa

Paagal paagal hain thode
Baadal paagal hain dono
Khulke barsein bheegein aa zaraa

Pehle bhii main tumse milaa hoon
Pehlii dafaa hii milke lagaa
Tune chhuaa zakhmon ko mere
Marham marham dill pe lagaa

Galat kyaa sahii kyaa mujhe naa pataa hai
Tumhein agar pataa ho bataa denaa
Main arse se khudd se zaraa laapataa hoon
Tumhein agar miloon toh bataa denaa
Kho naa jaanaa mujhe dekhte dekhte

Tuu hii zariyaa tuu hii manzil hai
Yaa ke dill hai itnaa bataa
Tune chhuaa zakhmon ko mere
Marham marham dill pe lagaa

Paagal paagal hain thode
Baadal paagal hain bheege
Barse barse bheegein aa zaraa

Pehle bhii main tumse milaa hoon
Pehlii dafaa hii milke lagaa
Tune chhuaa zakhmon ko mere
Marham marham dill pe lagaa

Thanks for visiting our website Lyrics Torch! If you get any mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll try to correct the lyrics ASAP.

Song Music Video

Song Credentials

You May Like:

Explore More Songs: