Mujh mein safar tu kartii rahe
Har ik saans mein guzartii rahe
Shaam-o-subah tu meraa
Tere binaa kyaa meraa
Do jism jaan ek hai
Na honaa kabhii tu judaa
Terii merii kahaanii
Hai baarishon kaa paanii
Banke jo ishq barse
Terii merii kahaanii
Dekho naa kaisii ijaazat milii hai
Ek doosre mein hifaazat milii hai
Jeene kii saarii zaroorat milii hai
Ye jaam hii hai jaisaa hai
Yuun hii hameshaa hameshaa rahe jis tarah
Shaam-o-subah tu meraa
Tere binaa kyaa meraa
Do jism jaan ek hai
Na honaa kabhii tu judaa
Terii merii kahaanii
Hai baarishon kaa paanii
Banke jo ishq barse
Terii merii kahaanii
Mujh mein safar tu kartii rahe
Har ik saans mein guzartii rahe
Hum se ye jo bhii harkat huii hai
Mohabbat mohabbat mohabbat huii hai
Kuch itne hain hum tum
Kamii kuch nahii hai
Jitnaa bhii jeenaa hai
Tujhko hii jeenaa hai
Jeete rahein jis tarah
Shaam-o-subah tu meraa
Tere binaa kyaa meraa
Do jism jaan ek hai
Na honaa kabhii tu judaa
Terii merii kahaanii
Hai baarishon kaa paanii
Ban ke jo ishq barse
Terii merii kahaanii