Dhaagey todd laao chaandnii se noor ke
Ghoonghat hii banaa lo roshnii se noor ke
Dhaagey todd laao chaandnii se noor ke
Ghoonghat hii banaa lo roshnii se noor ke
Shaamein aa gayii toh aagosh mein lo
Ho saanson se uljhhii rahein merii saansen
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke boll naa halke
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke boll naa halke
Aa neend kaa saudaa karein
Ikk khwaab dein, ikk khwaab lein
Ikk khwaab toh aankhon mein hai
Ikk chaand ke takiye tale
Kitne dino se yeh aasmaan bhii
Soyaa nahii hai, isko sulaa dein
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke boll naa halke
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke boll naa halke
Maa paa nii saa gaa maa re saa gaa maa re
Paa nii saa dhaa gaa maa dhaa paa
Re gaa re saa re gaa re saa re gaa re
Saa re re saa re saa re re re saa re re re
Nii saa dhaa saa nii saa dhaa saa
Nii dhaa paa gaa maa paa
Umrein lagii kehte hue
Do lafz the, ikk baat thii
Woh ikk din sau saal kaa
Sau saal kii woh raat thii
Kaisaa lage jo chupchaap dono
O pall-pall mein poorii sadiyaan bitaa dein
Boll
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke
O dhaagey todd laao chaandnii se noor ke
O ghoonghat hii banaa lo roshnii se noor ke
Shaamein aa gayii toh aagosh mein lo
O saanson se uljhhii rahein merii saansen
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke boll naa halke
Boll naa halke-halke
Boll naa halke-halke
Honth se halke-halke boll naa halke