Main tere kal mein hu aaj me hu
Main teri saason ke saas mein hu
Aankhe jhukake sunle mujhe tu
Main tere dil ki aawaz mein hu
Tu hausla hai tu hai iraada
Aadhi main tujhme mujhme tu aadha
Tuttu na main bhi tutte na tu bhi
Main tera sapna tu mera vaada
Haye main mar hi jau jo tujhko na pau
Baaton mein teri mai raate bithau
Hoto pe lamha lamha hai naam tera haye
Tujhko hi gau main tujhko pukaaru
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rutha hua hai
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rutha hua haiā¦.
More Songs By Shreya Ghoshal