Zaroorat Lyrics – Mustafa Zahid

Yeh dill tanhaa kyunn rahe
Kyunn hum tukdon mein jiye
Yeh dill tanhaa kyunn rahe
Kyunn hum tukdon mein jiyein
Kyunn rooh merii yeh sahe
Main adhooraa jee rahaa hoon
Hardumm yeh keh rahaa hoon
Mujhe terii zaroorat hai
Mujhe terii zaroorat hai

Andheron se thaa meraa rishtaa badaa
Tuune hii ujaalon se waaqiff kiyaa
Abb lauttaa main hoon inn andheron mein phirr
Toh paayaa hai khudd ko begaanaa yahaan
Tanhaaii bhii mujhse khafaa ho gayii
Banjaaron ne bhii thukraa diyaa
Main adhooraa jee rahaa hoon
Khudd parr hii ikk sazaa hoon
Mujhe terii zaroorat hai
Mujhe terii zaroorat hai

Hmm.. terii jismm kii woh khushbuyein
Abb bhii inn saanson mein zindaa hain
Mujhe ho rahii inse ghutan
Mere gale kaa yeh phandaa hai
Aaa..

Ho.. terii choodiyon kii woh khanak
Yaadon ke kamre mein goonjii hai
Sunkarr isey aataa hai yaad
Haathon mein mere zanjeerein hain
Tuu hii aake inko nikaal zaraa
Karr mujhe yahaan se rihaa
Main adhooraa jee rahaa hoon
Yeh sadaaein de rahaa hoon
Mujhe terii zaroorat hai
Mujhe terii zaroorat hai

Thanks for visiting our website Lyrics Torch! If you get any mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll try to correct the lyrics ASAP.

Song Music Video

Song Credentials

You May Like:

Explore More Songs: