Jo teri khatir tadpe pehle se hii
Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hii
Kya usey behkana o zaalima, o zaalima
Aankhen marhaba, baatein marhabaa
Main sau martaba deewana huaa
Mera na raha jab se dil mera
Tere husn ka nishana huaa
Jiski har dhadkan tu hoo
Aise dil ko kya dhadkanaa
O zaalima, o zalima..
Jo teri khatir tadpe pehle se hii
Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima
Saanson mein teri nazdeeqiyon kaa
Itrr tu ghol de, ghol de…
Main hi kyun ishq zaahir karun
Tu bhi kabhi bol de, bol dee
Leke jaan hi jaayega merii
Qaatil har tera bahaana huaa
Tujhse hi shuruu
Tujhpe hi khatam
Mere pyaar ka fasaana hua
Tu shamma hai toh yaad rakhnaa
Main bhi hoon parwaana
O zaalima, o zaalimaa..
Jo teri khatir tadpe pehle se hii
Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima
Deedaar tera milne ke baad hii
Chhoote meri angdaayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlayii
Kyun iss tarah se duniya jahan meinn
Karta hai meri ruswayi
Tera qusoor aur zaalima main kehlayii
Deedaar tera milne ke baad hi
Chhoote meri angdaayii
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlayii