Yaad na aaye mujhe yaad naa aaye
Itni pila do ke woh yaad naa aaye
Kaise bhulayein usse kaisee bhulayein
Jisne ki wafayein ek sath doo jagaahein
Baatein raz ki, ab samne aa gayii yaara
Kahan gayi saadgi, wohh chehra bada tha pyara
Gore rang se joo kala jaadu chalaye
Aisi bewafawon see koyi to bachaye
Yaad na aaye mujhe yaad naa aaye
Itni pila doo ke woh yaad na aaye
Pyaar kahinn kho gaya gumshuda ho gaya
Jo kabhi mera tha woh aur kisi kaa ho gaya
Sab kuch tha tujhko diyaa
Bas tere khatir jiya
Aakhir main yeh kya kiyaa
Kar gayi tuu sarfira
Kar gayi tu sarfira
Laakh chhupaye tunee laakh chhupaye
Chori chori mere peechhe kyaa gull khilaye
Yaad na aaye mujhe yaad naa aaye
Itni pila do ke woh yaad naa aaye
Do do do do do doo
Mujhe peene do do do doo..
Milte hain dhokhe bas mohabbat ke bazaar mein
Nahi jeena kisi ke vaadon ke udhar pe
Matlabi duniya yahan kaun kiske sath haii
Zamana yeh kaisaa sabke khokhle jazbaat hai
Bhaad mein jaayein sacchi bhaad main jaayein
Hum too toote dil ka jashn manayein
Yaad naa aaye mujhe yaad na aaye
Itni pila do ke woh yaad naa aaye
Do do do do do do doo
Mujhe peene do do do do doo..