Paayaa maine paayaa tumhe rab ne milaayaa tumhe
Honthon pe sajaayaa tumhe nagg mein sajaayaa tumhe
Paayaa maine paayaa tumhe sabb se chhupaayaa tumhe
Sapnaa banaayaa tumhe neendon mein bulaayaa tumhe
Tum jo aaye zindagii mein baat bann gayii
Ishq mazhab ishq merii jaat bann gayii
Paayaa maine paayaa tumhe rab ne milaayaa tumhe
Honthon pe sajaayaa tumhe nagg mein sajaayaa tumhe
Paayaa maine paayaa tumhe sabb se chhupaayaa tumhe
Sapnaa banaayaa tumhe neendon mein bulaayaa tumhe
Ho tum jo aaye zindagii mein baat bann gayii
Sapne terii chaahaton ke sapne terii chaahaton ke
Dekhtii hoon abb kayii
Dinn hai sonaa aur chaandii raat bann gayii

Chaahaton kaa mazaa faaslon mein nahii
Aa chhupaa loon tumhe hauslon mein kahii
Sabb se uppar likhaa, hai tere naam ko
Khwaishon se jude silsilon mein kahii
Khwaishein milne kii tumse khwaishein milne kii tumse
Roz hotii hain nayii
Mere dill kii jeet merii maat bann gayii
Ho tum jo aaye zindagii mein baat bann gayii
Paayaa maine paayaa tumhe rab ne milaayaa tumhe
Honthon pe sajaayaa tumhe nagg mein sajaayaa tumhe
Paayaa maine paayaa tumhe sabb se chhupaayaa tumhe
Sapnaa banaayaa tumhe neendon mein bulaayaa tumhe
Zindagii bewafaa hai yeh maanaa magar
Chhod kar raah mein jaaoge tum aggarr
Cheen laaungaa main aasmaan se tumhein
Soonaa hogaa naa yeh do dillon kaa nagarr
Raunkein hain dill ke darr pe, raunkein hain dill ke darr pe
Dhadkanein hain surmayii
Merii qismatt bhii tumhaarii, saath bann gayii