Tu Har Lamha Lyrics – Arijit Singh

Waaqiff toh huye tere dill kii baat se
Chhupaayaa jise tuune qayaanaat se
Waaqiff toh huye tere uss khayaal se
Chhupaayaa jise tuune apne aap se

Kahii naa kahii terii aankhein
Terii baatein padhh rahe hain hum
Kahii naa kahii tere dill mein
Dhadkanon mein dhal rahe hain hum

Tuu harr lamhaa thaa mujhse judaa
Chaahe duur thaa main yaa paas rahaa

Uss dinn tuu haan udaas rahe
Tujhe jiss dinn hum naa dikhe naa mile
Uss dinn tuu chup-chaap rahe
Tujhe jiss dinn kuchh naa kahe naa sune

Main hoon bann chukaa jeene kii ikk wajah
Iss baat ko khudd se tuu naa chhupaa
Tuu harr lamhaa thaa mujhse judaa
Chaahe duur thaa main yaa paas rahaa

Labb se bhale tuu kuchh naa kahe
Tere dill mein hum hii toh basey yaa rahe
Saansen terii iqraar karein
Teraa haath agar chhoo le pakde

Terii khwaahishein karr bhii de tuu bayaan
Yahii baat hai inke izhaar kaa
Tuu harr lamhaa thaa mujhse judaa
Chaahe duur thaa main yaa paas rahaa

Thanks for visiting our website Lyrics Torch! If you get any mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll try to correct the lyrics ASAP.

Song Music Video

Song Credentials

You May Like:

Explore More Songs: