Abhi abhi to mile the
Phir juda ho gayee
Kya thi meri khataa
Tum sazaa ho gayee
Mujhe khone ke baad ik dinn
Tum mujhe yaad karoge
Phir dekhna milne ki mujhse
Tum fariyad karogee
Mulaqatein adhoori rahii
Mukammal karunga yeh waada raha
Tanhaaiyon se bhi main teri
Baatein karunga yeh waada rahaa
Tera zikr jisme huaa na hoo
Mere paas aisa lamha na ho
Maine jisme tujhko maanga nahii
Mere lab pe aisi duaa na hoo
Bakhudaa…
Mujhe khone ke baad ik dinn
Tum mujhe yaad karoge
Phir dekhna milne ki mujhsee
Tum fariyad karogee