Rabba Mein Toh Mar Gaya Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Koyi dil beqaabu kar gayaa
Aur ishqaan dil mein bhar gayaa

Koyi dil beqaabu kar gayaa
Aur ishqaan dil mein bhar gayaa
Kho aankhon mein woh
Laakhon gallaaan kar gayaa oye

O Rabbaa main toh mar gayaa oye
Shadaaai mujhe kar gayaa kar gayaa oye
(Shadaaai means: Deewaanaa)
Ho Rabbaa main toh mar gayaa hoye
Shadaaai mujhe kar gayaa kar gayaa hoyi

Koyi dil beqaabu kar gayaa
Aur ishqaan dil mein bhar gayaa
Kho aankhon mein woh
Laakhon gallaaan kar gayaa hoye

O Rabbaa main toh mar gayaa hoyi
Shahdaaai mujhe kar gayaa kar gayaa hoye
O Rabbaa main toh mar gayaa hoyi
Shaddaaai mujhe kar gayaa kar gayaa hoye

Ab dil chaahe khamoshi ke hothon pe main likh doon
Pyaari si baatein kai
Ho… kuchh pal mere naam kare woh
Main bhi uske naam pe likhoon mulaaqaatein kai
Ho pehli hi takni mein ban gayi jaan pe
Nainaa wainaa uske mere dil pe chhapey
Ab jaaun kahaan pe, dil rukaa hai wahaan pe
Jahaan dekh ke mujhe woh aagey badh gayaa hoye

O Rabbaa main toh mar gayaa hoyi
Shahdaaai mujhe kar gayaa kar gayaa hoye
O Rabbaa main toh mar gayaa hoyi
Shaddaaai mujhe kar gayaa kar gayaa hoye

Koyi dil beqaabu kar gayaa
Aur ishqaan dil mein bhar gayaa
Aankhon aankhon mein woh
Laakhon gallaaan kar gayaa oye

Thanks for visiting our website Lyrics Torch! If you get any mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll try to correct the lyrics ASAP.

Song Music Video

Song Credentials

You May Like:

Explore More Songs: