Dill kahe kahaaniyaan pehlii dafaa
Armaanon mein rawaaniyaan pehlii dafaa
Ho gayaa begaanaa
Main hosh se pehlii dafaa
Pyaar ko pehchaanaa ehsaas hai yeh nayaa
Sunnā hai sunnā hai
Yeh rasmey wafaa hai
Jo dill pe nashaa hai
Woh pehlii dafaa hai
Sunnā hai sunnā hai
Yeh rasmey wafaa hai
Jo dill pe nashaa hai
Woh pehlii dafaa hai
Kabhii dard sii kabhii zard sii
Zindagii benaam thii
Kahin chaahatein huii meherbaan
Haath badhh ke thaamtii
Ikk woh nazar ikk woh nigaah
Rooh mein shaamil iss tarah
Bann gayaa afsaanaa
Ikk baat se pehlii dafaa
Paa liyaa hai thikaanaa
Baahon kii hai panaah
Sunnā hai sunnā hai
Yeh rasmey wafaa hai
Jo dill pe nashaa hai
Woh pehlii dafaa hai
Lage bewajah alfaaz jo
Woh zaroorat ho gaye
Taqdeer ke kuch faisley
Jo ghanimat ho gaye
Badlaa huaa harr pall hai
Rehtii khumaarii harr jagah
Pyaar thaa anjaanaa
Huaa saath mein pehlii dafaa
Yeh asar abb jaanaa
Kyaa rangg hai yeh chadhaa
Sunnā hai sunnā hai
Yeh rasmey wafaa hai
Jo dill pe nashaa hai
Woh pehlii dafaa hai
Sunnā hai sunnā hai
Yeh rasmey wafaa hai
Jo dill pe nashaa hai
Woh pehlii dafaa hai