Raato’n ke khwaab
Subaah tak haqiqatt
Pehlaa naam malikaa aur dujaa hai barkatt
Hai daulat aur shohrratt – dono hi bhar-kar
Milan mein karwatt toh peris mein hul-chull
Praivat hai yaats
Bentlee hai ghar-par
Haatho’n mein jaam
Aur
Taaj hai sar-par
Tere jo khaas
Jhukaatein hain sar
Aakar mere dar-par
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Shaayar ki nazmo’n mein dard ka sabab
Shabdo’n ke vyaapaari pe
Kharchu’n naa waqt
Bas paas hai daulat
Aur daulat
Aur daulat
Kaminee ye daulat
Par nashaa gazabb
Shaayar ki nazmo’n mein dard ka sabab
Shabdo’n ke vyaapaari pe
Kharchu’n naa waqt
Bas paas hai daulat
Aur daulat
Aur daulat
Kaminee ye daulat
Par nashaa gazabb…
Aur ye nashaa gazabb
Aur ye nashaa gazabb
Jo lagi talab
Toh kya sahi galatt
Har ek baazi ko du’n main palatt
Pehlaa naam malikaa
Dujaa daulatt …
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
Mashooqa
Mashooqa ana-ana mashooqa
First-class cabin ni praivat-a jet
Warm-up keetaa je laait-weit-a set
Raambo ji body jango ja aura
Bandi jedi wekhe hoje tha-hi beta wett
Champain naal chaldi iraani cavviyar
Chaskaa jue laggaa haai-rait-a bett
Jinna uttey
Ture mundaa
Narkaa de raah
Nitt othe aaye
Roz laaye
Geraa deth
Black baijj rollz
Edan taan ni thal-di
Pange leno keetaa jawaani tal-di
Fashun avenyoo karaa ranna nu spoil
Coffee 24-karaat armaani chal-di
Kehndi yo-yo honey singh
Pange leno keetaa jawaani tal-di