Tere saamne aa jaane se
Yeh dill meraa dhadkaa hai
Yeh ghaltii nahii hai terii
Qusoor nazar kaa hai
Jiss baat kaa tujhko darr hai
Woh karr ke dikhaa doongaa…
Aise naa mujhe tum dekho
Seene se lagaa loongaa
Tumko main churaa loongaa tumse
Dill mein chhupaa loongaa
Tumse pehle, tumsa koii
Humne nahii dekhaa
Tumhe dekhte hii
Marr jaayenge
Yeh nahii thaa sochaa
Baahon mein terii, merii
Yeh raat thehar jaaye
Tujhme hii kahiiin pe merii
Subah bhii guzar jaaye
Jiss baat kaa tujhko darr hai
Woh karr ke dikhaa doongaa…
Aise naa mujhe tum dekho
Seene se lagaa loongaa
Tumko main churaa loongaa tumse
Dill mein chhupaa loongaa
Dill mein jaage jazbaaton ko
Humne nahii rokaa (x2)
Terii orr badhe kadmon ko bhii
Humne nahii tokaa
Tere saath bechainii ko bhii
Aaraam saa miltaa hai
Doob ke tujhme hii toh
Dill yeh sambhaltaa hai
Jiss baat kaa tujhko darr hai
Woh karr ke dikhaa doongaa
Aise naa mujhe tum dekho
Seene se lagaa loongaa
Tumko main churaa loongaa tumse
Dill mein chhupaa loongaa
Dill mein chhupaa loongaa..
Dill mein chhupaa loongaa..