Judaa hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaana
Judaa hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Tumhe main bhool jaaungaa
Yeh baatein dil mein na laana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aanaa
Tha kaun mera, ek tu hi tha
Saanson se zyada jo zaroori thaa
Tere liye main kuch nahi lekinn
Mere liye tu mera sab kuch tha
Nahi jaana bula kar kee
Yeh baatein tum hi kehte the
Rahi khushiyan nahin meri
Ke tum bhi waqt jaise thee
Tumhara tha, rahega bhii
Karein kya dil hai deewanaa
Kabhi main yaad aaun tohh
Chale aana, chale aanaa
Maine tumhaari baat maani haii
Maine manaaya dil ko hai kasiee
Ab se raho tum khush jahaan bhi ho
Mera tumhara tha bhi kya waisee
Bhale doori rahe jitni
Nigaahon se nigaahon kii
Magar khwabon ki duniya meinn
Milunga tumse rozanaa
Yahin tak tha safar apnaa
Tumhe hai laut kar jaana
Kabhi main yaad aaun tohh
Chale aana, chale aanaa
Na ra, na raa
Chale aana, chale aanaa…