Tere bin akela main kitna
Tu hi jaane, tu hi jaane
Sach kahun toh kam hai
Jitna tu pehchaane
Roya… tere bina main
Kaise jeeya main
Roya… tere bina main
Kaise jeeya main
Yeh dil bas tujhe hi chahe
Samjhaun kitna, phir bhi na maane
Tere hi lafzon mein khud se baatein kare
Ab kya karun, tu hi bata de
Roya… tere bina main
Kaise jeeya main
Roya… tere bina main
Kaise jeeya main
Roya… tere bina main
Kaise jeeya main
Pagal sa hoon, bheed mein dhoondhu tujhe
Har chehre mein bas tu hi dikhe
Bhoolne ko khud ko behlaun main
Par tu aur yaad aaye mujhe
Roya…
Kitna roya, kitna roya main
Kitna roya…