Na koi lakeerein na daayre
Ishq mein koi hadd hoti nahi
Itna gehra hota hai yeh
Kabhi bhi kam hota nahi
Na koi lakeerein na daayre
Ishq mein koi hadd hoti nahi
Itna gehra hota hai yeh
Kabhi bhi kam hota nahi
Ho jaana hai ek baar
Teri rooh ke paar
Main kinare pe reh ke thak gaya
Ho tera chadha khumaar
Tere bin mere yaar
Is duniya mein kuch bhi na raha
Barbaadiyaan bhi tu hi hai
Aabaadiyaan bhi tu hi hai
Ab kya galat kya sahi
Jab zindagi tu hi hai
Barbaadiyaan bhi tu hi hai
Aabaadiyaan bhi tu hi hai
Ab kya galat kya sahi
Jab zindagi tu hi hai
Madhoshiyaan hai madhoshiyaan
Teri aankhon mein gehri si nasha hai
Doob jaata hoon main aise
Jaise laut ke kabhi na aana hai
Madhoshiyaan hai madhoshiyaan
Teri aankhon mein gehri si nasha hai
Doob jaata hoon main aise
Jaise laut ke kabhi na aana hai
Ho kaisi yeh lagan hai yaar
Jo lagi iss baar
Raat din bas tera naam liya
Ho tera chadha khumaar
Tere bin mere yaar
Is duniya mein kuch bhi na raha
Barbaadiyaan bhi tu hi hai
Aabaadiyaan bhi tu hi hai
Ab kya galat kya sahi
Jab zindagi tu hi hai
Barbaadiyaan bhi tu hi hai
Aabaadiyaan bhi tu hi hai
Ab kya galat kya sahi
Jab zindagi tu hi hai…
LYRICS:
This romantic song expresses deep love, obsession, and emotional connection where everything revolves around one person.