Rabb maan liya tujhko
Jag maan liya tujhko
Tu hi meri duniya hai
Sab maan liya tujhko
Maanga jo dil ne tha
Sab kuch mil gaya
Bas tere dil ke andar
Main kho sa gaya
Dil mein kahin, dil mein kahin
Dil mein kahin yaara hoon main
Kho gaya, kho gaya
Kho gaya yaara hoon kahin
Bach ke reh o deewane
Naino ke khel na jaane
Tu meri jaan hai yaara
Sabse zyada pyaara
Sun le ve, sun le ve dildara
Dhadkan banke rehna yaara
Apna mujhe kehna yaara
Sun le ve, sun le ve dildara
Jise tu yaar kahe
Jise tu pyaar kahe
Lagta hai mujhe bhi
Wohi ehsaas hua hai
Dil mein kahin, dil mein kahin
Dil mein kahin yaara hoon main
Kho gaya, kho gaya
Kho gaya yaara hoon kahin…
LYRICS OF RABB MAAN LIYA TUJHKO:
“Rabb Maan Liya Tujhko” is a romantic Hindi song sung by Lakhwinder Wadali and Neeti Mohan. The song expresses deep love and devotion where a lover accepts their partner as their whole world.