Tere binn na kahi dil ko sukoon
Tu wajah jeene ki tu mera junun
Tere binn na kahi dil ko sukoon
Tu wajah jeene ki tu mera junun
Jo main tera nahi to kisi aur ka
Ho na paunga kaise batau
Kitna tujhse pyaar karta hun
Jaan ho tum meri main tumse pyar karta hun
Main tere khwab churake aara
Kar dunga sach vo saare
Hmm main tere khwab churake aara
Kar dunga sach vo saare
Aa teri maang ko chand se bhardu
Daman mein bhardu sitare
Tere binn na kahi lagta hai dil
Saase bhi lena tere binn mushkil
Jo tu mile nahi tu qasam hai teri
Main mar hi jaunga
Kaise batau kitna tumse pyar karta hun
Jaan ho tum meri main tumse pyar karta hun
Kaise batau kitna tumse pyar karta hun
Jaan ho tum meri main tumse pyar karta hun
Pyaar karta hun pyaar karta hun….